Friday, February 26, 2010

Random Thought!!

“Log kehte hain Shabdon mein bahut taqat hai... yeh Lafz chahen to Dil badal

sakte hain insaan badal sakte hain aur to aur yeh poora mulkh badal sakte

hain..

Yeh lafz to aapke bhi hain aur hamare bhi par fir kyun, na hum dil

badal paye aur na hi insaan..

Jab badal gaye lafz aur na badle mulkh tab

jana asli taqat na to un lafzon mein hai aur na hi unhe kehne walon mein..

Agar taqat hai to sirf un lafzaon ko samjhne walon mein.. Agar taqat hai to

sirf un lafzon ko samjhne walon mein!!!”

No comments:

Post a Comment