Skip to main content

Posts

Showing posts with the label shayeri

4lines that described my entire blog...

one of my old frinds and regular reader of this blog just mailed me lil something in gujrati after reading my recent entries.... it goes like this... ખુશ નથી છતાં ખુશ રહેવુ પડે છે કોઇ પુછે કેમ છે તો મજામા કહેવ પડે છે દિલ મ થયા હજારો જખ્મો છતા હસતા રહેવુ પડે છે જીન્દગી એક નાટક છે બરબાદ થઇ ને પન જીવવુ પડે છે {Khush nathi chata Khush rehvu pade che koi puche kem che to majama kehvu pade che dil ma thaya hajaro jakhamo chata hasta rehvu pade che Jindgi ek natak che barbaad thai ne pan jivavu pade che} transltion:- khush nahi hai fir bhi khush rehna padta hai koi puche kaise hai, to bhi kehna padta hai maze me hain dile me hue hai hazaro zakham fir bhi haste rehna padta hai jivan ek natak hai fir bhi barbad hoke bhi jina padta hai looks like she described my entire blog in just a few lines... nyways my fren thanks for the wonderful lines...

Shayari From Fanaa

E Khuda Aaj Ye Faisla Karde, Use Mera ya Mujhe Uska Karde. Bahut Dukh Sahe He Maine, Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde. Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna, Judai Ke Safar Ko Kum Karde. Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse, Use Utna Kareeb Karde. Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam, To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde. Tere Dile mein meri saanson ko panah mil jaaye Tere Ishq mein meri Jaan Fanaa Ho jaayeā. Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai, sachi chahat to sada bezuban hoti hai, pyar mai dard bhi mile to kya gabrana, suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai.... Phool hun Gulaab kaā? Chameli ka mat samjhnaā? Aashiq hun aapkaā? Apni Saheli ka mat samjhnaā Dur Humse Jaa Paoge Kaise, Humko Bhool Paoge Kaise. Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye, Khud Apni Saanson Ko Rok Paoge Kaise.. Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte, Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte. Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein, Yun Kisika Peecha Hum kiya Nahin Karteā...